Shayeri SmS Messages
Shayeri SmS Messages
Mujhse Apna Payar Kabhi Wapas Mat Laina
Mujhse ye iqrar Kabhi Wapas Mat Laina
Kehte Rehna Har Pal Main Tumra Hon
Mujh Sai ye izhar Kabhi Wapas Mat Laina... By Ahmed Naveed
ArZo0 HaY TumHAin Do0R Se DekHNay KI,
MAgEr PasS NaHi AaNa ChAhTa,
TaMaNnA NaHi tuMHain PANAy ki,
MAgeR KhoNA BhI NAHi CHAhTa...
JIS NAZAR SE DEKHTE RAHE IS DUNIYA KO HUM,
UN AANKHON MEIN HAMARI KOI PEHCHAAN BHI NAA THI
tez hawa ka jhonka aaya
saath main teri khushbu laya
tab meray dil main khayal aaya
aaj bhi mera dost nahin nahaya
Har baat ka jawab inkar nahin hota
Har jaga rukna intazar nahin hota
Yun to milti hein hazaron se nazrein
Her nazar ka milna magar pyar nahin hota
Jis din se juda vo humse hue
is dil ne dharkna chor diya
hai chaand ka mooh bhi utra utra
taaro ne chamkna chor diya
Yaad mein teri aankhe bharta hai koi,
har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi,
maut to sachai hai aani hai,
lekin teri judaai mein har roz marta hai koi....!
a dekh kabhi un ki shaboon mein a ke.....
k Kitna rote hai ye dosroon ko hansane wale
Wo Bewafa Hain To Kya, Mat Kaho Bura Us Ko
Ke Jo Huwa So Huwa Khush Rakhe Khuda Us Ko
Hume Bhi Pyaar Karne Ka Khayal Aaya,Jub Bhi Yeh Khayal Aya Khud Ko Akeala Paya,
Dhoonte Rahe Is Duniya Main Humsafar,Kisi Ko Dhke Baaz, Kisi Ko Bewafa Hi Paya
TUM BIN JIYA JAE KAISSE ...
TUM BIN RAHA JAE KAISSE...
SADIYOON SE LANMBI HAIN RATAIN...
SADIYOON SE LANMBE HAIN DIN ..
AJAO AB LAOT KAR YEH DIL KUCH KEH RAHA HAY
AJA LAOT KAR YEH DIL KUCH KEH RAHA HAY
............DIL........
na kar inkaar a zalim mere pass ane se ..
khuda bhi roth jata hay kisi ka dil dukhane se
Dil todna humari adat nahi, Dil hum kisika dukhate nahi bharosa rakhna humarae dosti pe dost bankar hum kisiko bhulaathe nahi!!
Umar ki raah me insaan badal jathe hai waqt ki aandhi main tufaan badal jathe hai soctha hoon tumhe pareshan na karulekin baad mein iradha badal jatha hai!!
Usko chaha bhi tho izhaar karna na aaya, Kat gayi umar saari humein pyar karna na aaya usnae manga bhi agar kuch tho jindagi mangiaur humne inkaar bhi karnae na aaya.
Kaun marta hai kisi ke liyae hum to zinda hai sirf aap jaise dumbo ke liye!! faslae mita kar aapas mein pyar rakhnaa dosti ka yeh ristha humesha yun hi barkaraar rakhna, Bichad jaye kabhi aap se hum anakho mein humesha humara intezaar rakhna!! ek pathar kafi hai sisha thodnae ke liyeek baath kafi hai dil thodnae ke liyeaur ek dost kafi hai zindagi jee lene ke liye.
mere zindagi kya dosra naam hoon tum,
hum tere dil me rahe ge ek yaad bankar ,
tere laab pe khilenge muskan ban kar ,
kabhi apne se juda maat samaj na ,
hum tera saat chale ge asman ban kar.
Aansoun ko bhought samjaye ke
thaniya mein aye karo bhari mehfil mein
hamra mazak na udhaya karo
iss per aansoun tadap kar bolle
bare mehfil mein tume thana paa tee islia chale ate hai.
uski yaad mein dekho hum kya karte hain
bikhri hui zindagi mein deewaronse baatein karte hain
dekha usse kal maine par woh ek chalava nikla
meri kismat dekho jo mera tha woh paraya nikla
kehte hai ki ishq mein toh lut jana chahiye
par jab yaar hi na mile toh kispe mita jaye
mazloom ki anho ke nisane nahi baithe,
jalim ke abhi hosh theekane nahi baithe,
our jo waqat ne aise bhi maoke hame bakhshe hai,
hum fir bhi buzurgo ke shirhane nahi baithe,
wade kisise irade kise se,
anhe kise se nigahe kisi se,
ab yaar tumhra bharosa hi kya,
jo adhe hamare adhe kisi ke.
YAAD AAOONGA
HAR US LAMHE ME YAAD AAOONGA
JAB TUM TANHAYEE ME ROYA KAROGI
JAGTE JAGTE THAK KAR SOYA KAROGI
ANKH KE BAND HOTE HI YAAD AAOONAG
JAB KISI CHAHANE WALE KI TARAF
DEKHOGI TO YAAD AAOONGA
KISI MOHHABATH KARNEWALE KO DEKHOGI
TO YAAD AAOONGA
SAANS JAB TAK CHALEGI TUMHARI TAB TAK BHI
YAAD AAOONGA
Raat ankho me dhaLi palkon par jugnu aye
hum hawao ki tarah jakar use chuh aye
usne chuh kar mujhe pathar se insan kiya
mudhaton baad meri ankho me ansu aye
Jaate jaate woh koi achi nishani de gai umar bhar dohra saku aise kahani de gai hum to reh gaye pyase par humari palko ko woh paani de gai
Asman ko need aaye to kahna sulaau kahan Dharti ko maut aaye to dafnao kahan Sagar mein lehar aaye to chupao kahan Jab teri yaad aye to jau kahan!!!
Dard kitne hai bata nahi sakti,
Zakhm kitne hai dikha nahi sakti,
Ankhon se samjh sako to samjh lo,
Ansoon gire hai kitne gina nahi sakti..
Aasu ko palko tak laya mat karo,
Dil ki baat kisi ko bataya mat karo,
Log muthi mein namak liye phirte hai,
apne zakham unhe dikhaya mat karo.
Zindagi kisi ki mohtaj nai hoti dosti sirf jazbat nai hoti , kuch to khayal aaya hoga khuda ko tumhari bhalai ka warna yu hi aapki humse mulakat nai hoti
Mana ki aaj hamare saath koi dildaar nahi, lekin ye mat samajhna ki hamein kisi se pyar nahi, Kismat ne sab kuch diya hamein sirf diya hamara woh yaar nai
Sham Dahli Phir Kaali Raat Aayi,.
Dil Dhadka Phir Tumhari Yaad Aayi,.
Aankho Me Mahsoos Kiya Us Hawa Ko,.
Jo Tumhe Chukar Hamare Pass Aayi,............
Liko Tu Kuch Aahsa liko,
Kay Kalam Bee Ronah Par Majboor Ho jayah
Har Lafz May Woh Dard Pidah Karo,.
Woh Pyar Karnah Pay Majboor Hojayah......
Dukh chhupay hoay hain hum dono
Zakham khaay hoay hain hum dono
Aisa lagta hay phir zamany ko
Yaad aay hoay hain hum dono
Tu kabhi chandani thee dhoop that main
Ab to saay hoay hain hum dono
Jaisay ek doosary ko paa kar bhee kuch ganwaiy hoay hain hum dono
Jaisay ek doosary say sharmindah
Sir jhukay haoy hain hum dono
Jaisay ek doosaray ki chahat ko
Ab bhulay hoay hain hum dono
Ishq aisa kahan ka ehad(promise)Faraz
Ghar basay hoay hain hum dono.
Azeez Itna Hi Rakho K Ji Sanbhal Jaaye..
Ab Iss Kadar Bhi Na Chaho K Dum Nikal Jaaye..
Milen To Yun Hein Bohot..Aao Ab Milen Yun Bhi..
K Rooh Garmi-e-Infaas Pighal Jaaye..
Mohabbaton Mein Ajab Hai Dilon Ko Dharka sa..
K Jaane Koon Kahan Raasta Badal Jaaye..
Zahe Woh Dil Jo Tammana-e-Tar Mein Taza Rahe..
Khusha Woh Umar Jo Khawbon Mein Hi Behel Jaaye..
Har Ik Lehza,Yehi Aarzoo Yehi Hasrat..
Jo Aag Dil Mein Hai Woh Sheir Mein Dhal Jaaye..
Tune yeh phool jo zulfon mein sajaa rakha hai
Ek diya hai jo andheron mein jala rakha hai
Jeet le jaaye koi mujh ko naseebon walaa
Zindagi ne mujhe daao pe laga rakha hai
Jaane kab aaya koi dil mein jakhna wala
Isiliye main ne giraban khula rakha hai
Imtihaan aur mere zabt ka tum kya loga
Main ne dharkhan ko bhi seena mein chuppa rakha hai
Shayari SmS Messages bin dekhay tere tasveer bana saktay hain.
bin milay tera haal bata saktay hain.
hamaree chahat main itna dam hai k.
apni aankhon say tera aansoon gira saktay hain. By Rizwan Sanaullah
TUM waapis kub ao gey
Jab Tum chalay jao gey,
To yaad mujay Tum ao gey,
Cheraay per udasi chaege,
Ankhoon me ansoo aain gey,
Gham saray bhool jaoon ga,
Sirf aik khayaal reh jai ga,
TUM waapis kub ao gey,
Aur mujko kitna terpaoo gey,
Tum yaad mujhe ao gey,
Hatoon ko jub me dekhoon ga,
to pyar dekhai de ga,
Ratoon ko jub me sooan ga,
Khaboon me sirf TUM ao gey,
Main rohoon ga mar jaoon ga,
Bus aik khayaal reh jai ga,
TUM waapis kub ao gey,
Aur mujh ko kitna terpaoo gey,
TUM yaad mujay ao gey..!! By Blue Boy
Waqt nur ko benur kar deta hai,
Thode se jakham ko nasur kar deta hai,
Kaun chahata hai Doston se dur rehna,
Par waqt sab ko majbur kar deta hai...By Harsh
Raat Hogi to Chand Dikhayi Dega
Khawabo Mein Tujh Ko Mera Hi
Chehra Dikhayi De Ga
Yeh Mahabbat Hai Zara Soch Kar Karna
Ek Aansoo Bhi Gira To Sunayi Dega. By Zahid
Shayeri Text SmS Messages Dil ta ek shola magr beet gaye, din woh katey,
Ab kuredona ise, raakh mein kya rakha hai
Kitnay aaye Kitnay Gaye Hum aas Lagaye bethay hain
Palkon Pay Angarey Rokay ,Deep Jalaye Bethay hain
Koi Hamari Baat Suno! Hum Subha Say aaye bethay hain
Subha Ki befikri Day ker,Shamon Ki her Ik Sohbat deyker
Loag Tou Dou Kori Bhi na Dein Per Ham nay Bari Qemat deykar
Dard Khareda thaa So ab Ussi Ko Dil say Lagaye Bethay hain
Uthiye! Yuun Ghuttey Rehnay Say Sir ko Hota hai Souda
Vo herjai Aapka Jab na Hua Tou Ghair ka Kya hoga
Diva Ji ! Aap ye Kis ka Soug manaye Bethi Hain .
mujh ko shikwa hai meray bhai keh tum jaate hooay
le gaye sath meri umr-e ghuzishta ki kitaab
is mein tau meri bohut kimati tusweerien thein
is mein buchpun tha mera, aur mera aihd-e shabab
is ke badle mujhe tum de gaye jaate jaate
apnay ghum ka yeh dumakta hua khoon rung golaab
kya karoon bhai, yeh aizaz mein kyoon ker pehnoon
mujh se le lo meri sub chaak qamizoon ka hisaab
aakhri baar hai, lo maan lo ik yeh bhi sawaal
aaj tuk tum se mein lota nahin mayoos-e jawaab
aa ke le ja'o tum apna yeh damukta hua phool
mujh ko lota do meri umr-e ghazishta ki kitaab
Baat karni mujhe mushkil kabhi aisi toh na thi
Jaisi ab hai teri mehfil kabhi aisi toh na thi
Le gaya cheen ke kaun aaj tera sabar-o-qaraar
Beqaraari tujhe, ae dil, kabhi aisi toh na thi
Un ki aankhon ne khuda jaane kiya kya jadoo
Ke tabiyyat meri maa'il kabhi aisi toh na thi
Chashm-e-qaatil meri dushman thi hamesha lekin
Jaise ab hogayi qaatil kabhi aisi toh na thi
Kya sabab tu joh bigar tha hai Zafar se har baar
Khoo teri hoor-e-shimaa'il kabhi aisi toh na thi
mar kay bhi jo na mar sakay, jab maut kuch na kar sakay,
pee kar jo zinda reh sakay, peena woh Jaam-e-zindagi.
Tum kya jano kya hoti hai tanhaii,is tute huye patte se puch lo kya hoti hai judaii..,yu bewafaii ka ilzam na de zalim,is waqt se puch kis waqt teri yaad na aayi...By Taniya
Aakhon me aasun ki lakeer ban gayi,
kabhi na socha tha aise taqdeer ban gayi,
hum yuhi fira rahe the reth pe ungliya,,,
gaur se dekha to aapki tasweer ban gayi...By Taniya
kyun chla jata hain dore!
kyun chla jata hain zindagi sa dore yu hasana wala
kash woh lote ai!
dekhain k kitna sona sona ha bina unn k ya jaha. By Malik Waqas
mujha humsafar bhi mila woh to shikasta hal meri tarah.. kae manzaloon ka thaka huwa kae rastoon main luta huwa.. yeh jo nazar bicha ka guzar gaya mera samna sa abhi abhi... yeh mera hi shaher ka log hain mera ghar sa ghar hai jura huwa... mujha rasta main ek khat mila kisi badnaseeb ka para huwa... kaheen khoon-e-dil sa likha huwa kaheen aansoon sa mita huwa. By Zain
Mujha apna zabt pa naz tha sar-e-bazm rat yeh kia huwa.. meri aankh kaisa chalak gaye mujha ranj hai yeh bura huwa... mujha aap kion na samaj saka khud apna dil sa poocheya.... meri dastan-e-hayat ka hai wark wark khula huwa. By Asad aqvi
Har Lamha Rehty Ha Mujy Taza Ik Shaqat,Kaby Kudh Se,Kaby Tuj Se,Kaby is Zindge Se,
Vo Bikaffy Ka Alom K G Chahta Ha ,Roo Posh Ho Joy Kahy Kamshy Me.By Faisal Khan
Pee hai sharab har gali har mehkhane se,
ek dosti si ho gai hai sharab ke jam se,
guzre hai hum kuch aise mukam se
ki nafarat si ho gai mohabbat ke naam se.
Har dharkan mein ek raz hota hain, har baat ko batane ka ek andaz hota hai,
jab tak thokar na lage bewafai ki, har kisi ko apne pyar par naz hota hai.
Yeh sach hai ki. Aa jata hai shohrat ka Asar.. insaan to kiya dar-o-deewar badal jate hai..
Aur bewafa badle ya naa badle.. Waqt aane par wafadar badal jate hai.
Dosti Ke Nam Pe Diwane Chale Aate Hai. Shama Ke Piche Parwane Chale Aate Hai.
Tumhe Yad Na Aayee Khair. Aana Meri Maut Par. Us Din To Begane Bhi Chale Aate Hai.
Kisiko apna banane me der lagti hai,
ek vada nibhane me der lagti hai,
pyar to pal bhar me ho jata hai,
magar unhe bhulane me umar lagti hai....
Jaan se bhi zyada unhe pyar kiya karte the, yaad unhe din rat kiya karte the,ab un raho se guzra nahi jata, jaha baith kar unka intezaar kiya karte the.!
'Ek mulakat anjan hoti hai, Anjan se hi to pehchan hoti hai.
Jaha dekho waha ishq ke bimar bethe hai, Hajaro mar chuke hai lekin sekdo taiyar bethe hai..e hai..
Lamha lamha intzar kiya us lamhe ke liye or woh lamha aya bhi to bus ek lamhe ke liye,
guzarish yehi hai khuda se ke kash woh lamha fir aye 1 lamhe ke liye .
Khuda se thoda reham khareed lete,
aapke zakhmon ka marham khareed lete,
agar kahin bikti khusiyan meri,
to saari bech kar aapka har gum khareed lete..
Phool khilte hai baharo ka sama hota hai aise mousam me to pyar java hota hai dil ki bato ko to hotho se nahi kahete ye afsana to nigaho se baya hota hai...
Nasha hum karte hai ilzam sharab ko diya jata hai per isme kusoor sharab ka nahi unka hai jinka chehra hamein har jaam mein nazar aata hai..
Is kadar hamari chahat ka imteha na lijiye
kyon ho humse khafa ye bayan to kijiye
kar dijiye maaf agar ho gayi humse khata
yu khamosh rehkar hume saza na dijiye
Duniya mein bewafaon ki kami nahin hai.
Ab suraj ko hi dekho lo aata hai
USHA ke saath, rehta hai KIRAN ke saath aur jaata hai SANDHYA ke saath.
Khuda bhi na jaane kaise kaise rishte banaa deta hai, Jin ko hum kabhi jaante bhi nahi the...
Unko jaan se bhi pyaara bana deta hai...
Koi wada nahi fir bhi tera intazar hai,
judai ke bavjut bhi tujse pyar hai,
tere chahere ki udasi de rahi hai gawahi,
mujse milne ke lia tu bhi bekarar..
Dhoop hoti hai suraj se, jalna zameen ko padtaa hai,
mohobbat hoti hai aap se tadapna hum ko padta hai..
zubaan se naam lete hi aankho se aanshu chalak jaate hai,
kabhi hazaro baate kiya karte the aaj ek baat k liye bhi taras jaate hai.
Sooni zindagi me halchal mehsoos hui,
bejan dil me dhadkan mehsos hui,
jane kyu aaj aisa laga,
shayad tumhari kami mehsoos hui.
Ugta hua suraj dua de aapko,
khilta hua phool khusbo de aapko
hum to kuch dene ke kabil nahi hai,
dene wala hazar khushiyan de aapko..!!
Pilana farz tha kuch bhi pila diya hota Sharab kam thi to pani mila diya hota Agar zuban pe sharm-o-haya ka pehra tha To muskura ke sar hi hila diya hota.. By Basit Ali
Dil k zakhmo par mat ro mere yaar,
wkt har zkhma kaa marham hota hai,
dil se jo sachaa pyaar kare,
unka to khuda bhi deewana hota hai..
Jab jab aapse milane ki ummid nazar ayi,
Mere paav mai janjir nazar ayi,
Gir pade aasun aakhon se ,
or har ek aasun mai aapki tasvir nazar ayi..
Chahane se koi baat nahi hoti,
thode se andhere se raat nahi hoti,
jinhe chahate hai jaan se zyada,
unse aaj kal mulakaat hi nahi HOTI.
Vo dil kya jo milne ki dua na kare,
tujhe bhul kar jiyun khuda na kare,
rahegi teri dosti meri zindagi bankar,ye baat aur hai agar zindagi hi vafa na kare....!!
Jo Hadse Na Guzar Jaye Wo Pyar Hi Kya. Jo Pyar Karnepe Majbur Na Karde Wo Ikrar Hi Kya.
Intezar To Sab Karte He, Saanse Tutne Tak Jo Sath Na De Wo Yaar Hi Kya!! By Basit Ali

0 comments:
Post a Comment